Profile
Name
Sanwari
Description
Sanwari – aik jazbaati kahani hai Ujala ki, jo aik gareeb khandan ki saanwali rangat wali zeyheen aur nek dil larki hai. Lekin samaj ke zahiri soorat ke mayaar usay har mod par chot pohanchate hain. Har roz woh apni asliyat aur izzat ke liye jang ladti hai — ghar ke andar bhi aur bahar bhi. Ghar mein matlab parast behan Shama, bigra hua bhai Jalal, aur umeedon ka bojh uthaye maa ke darmiyan Ujala ki zindagi kisi qaid se kam nahi.Phir uski mulaqat hoti hai Tabrez se — aik ameer aur dil ka saaf aadmi, jo Ujala ki zindagi mein roshni ban kar aata hai. Magar yeh mohabbat bhi asaan nahi… khandani tanaazaat, samaji tehqiir aur daghabaaziyon se bhari ek sakht raah unka intezar kar rahi hai.
Sanwari sirf aik drama nahi, balkay ek pukaar hai un sab ke liye jo sirf apne rang, soch ya haalaton ki wajah se thukra diye jaate hain.
Starring:
Usama Khan, Zainab Shabbir, Sahar Khan, Zain Afzal, Azra Mohiuddin, Sajeer Uddin and Others

Subscribers
13K
Subscriptions
Friends (12)
Channel Comments
There are no comments for this user.
Add comment